
Barahnaja - Paramparik Mishrit Kheti ka Vgyan
Barahnaja ki punarsthapna beej bachao andolan ke apne 35 saal se bhi adhik lok-prayas ki ek badi uplabdhi rahi hai.
Aaj jab duniya me jalvayu v bhukhmari ka sankat gahrata ja raha hai, barahnaja hame poushan-bhare rogmukt jeevan aur bhavishya ki ummd pradan karta hai.